Thursday, 7 April 2016

// // Leave a Comment

twitter account kaise use karte hai

Twitter ky hai ?
Twitter yh ek Bird ka naam hai. Usi naamse yh social networking site banayi hai. Twitter ke baare me aasan shbdome bataye jane var yh ek baki social networking site ki tarha hai par yha shbdo ki limit sirf 140 character ki di gayi hai fir bhi yh bahut popular hai. uska karan yh bhi ho sakta hai ki isme jya space nahi hone karan sirf kaam ki baat hoti hai jaise Hum dekhate hai ki virat kohali Tweek kiya hai. to vha sirf 140 character me apni puri baat unhone bata di hai.


Twitter account kaise open karte hai ?

Step 1 :
Sabse pahle aap twitter site par jaye. Vha aapko sign up karna hai.

twitter sign up
Step 2 :
Yha aapko twitter ka form bharna hai. Full name , Phone or Email and Password
Step 3 :
Agar aapne mobile no diya hai to apke mobile par Verify OPT number diya jayenga vh aapko yha dena hai
Step 4 : 
Fir aapko email address dena hai


Step 5 : 
Add photo de.
Step 6 :
Apko jisme bhi interested hai vh aapko yha dena hai.
Step 7 :
Yh bahut important hai yha aapko aapke friend follow karne hai tino option par chek lagaye.  

Step 8 :
yha jo bho popular tweet hai vh aapko follow karna hai select all kare.
Step 9 :
yha se aap Tweet kar sakte hai. sirf 140 character me
 


Step 10 :
Tweet i cone par click karke aap Tweet kar sakte hai.


Thanks !



0 comments:

Post a Comment