Saturday, 2 April 2016

// // Leave a Comment

Blog ki Traffic badhane ke 6 tarike

Blog banana jitna aasan hai utna hi asan hai Blog par visit ya Traffic lana hai. or yh bahut jaruri hai ki aap apne blog ki traffic par hamesh dhyan de mai aaj apko 6 Blogger Top Communities par apne Blog ko promote  kaise karte hai vh batane jaa raha hu . Jis tarha aap apne blog ko social networking site par promote karte hai bas yh usi tarha hai. 



1. BlogEngage :
BlogEngage me sadsyo ki sankhya din b din badhati hi ja rahi hai. Yh ek vishal lokpriy Blogging samuday hai . Jisme sadsya ki sankhy lakho par hai. App bhi is samuday ha hissa ban sakte hai. Or esme any Blogger se sawal javab kar sakte hai. Lekin yh free nahi hai isme judne ke liye aapke 19.99 $ kharch karne padte hai. Agar yh seva aapko free me chahiye to app http://www.blogengage.com/blogger/get-your-free-19-99-blog-engage-account/ yh link us kar sakte hai.


2. Klinkk :
Klinkk yh bhi bahut hi jabrdast Blogging Samuday hai. Erik Emmanuel yah eska founder hai. Aap yha se apne Blog ki traffic Asani se badha sakte hai Bus aapko yha aapni post deni hoti hai apne url ke sath ek dum free.


 3. Inbound :
Yh ke eysi samuday hai jha 10,000 se jyada active user hai. Yha aapko apke Blog page par sabse jyada votes mil sakte hai. or aapke Blog ki page rank aasanise badh sakti hai. to yh bhi ek bahut badhiya jariya hai Blog Traffic le kiye.


4. Blokude :
Yha bhi hum apne Blog ko logo ke samne promote kar sakte hai . Yha aap apna Account Register kare or any blogger se rubaru hokar Blog ki visit badhaye.


5. BizSugar :
Yh ek sabse jyada oldest community Blog hai or sath me Yh puri duniya me faili hui yh hum apne Blog ko puri duniya me promote kar sakte hai free me or blog ki traffic badha sakte hai.


6. Triberr :
Any community ki tarha yh bhi ek eysa platform hai jisse ki hum apne Blog ko promote kar sakte hai or Blog ki visit aasani se badha sakte hai. yha par aapko apne Blog ke articles ko dena hota hai apne link ke sath.

Note :

In community site ek dum free me hai bus aapko yha Register karna hota hai. Fir aapko yha Apka Name. Email Address and Blog Url dena hota hai. Ek bar Register hone par apko user name or password diya jata hai jisse aap fir is community ke member ho jate hai.
Ek baar ise jarur use kar le.

Thanks!


0 comments:

Post a Comment