Saturday, 2 April 2016

// // Leave a Comment

Blogger me Alexa Rank Widget kaise rakhe

Alexa ek web information company hai. Alexa page Rank, Google page Rank hamare Blog ke liye bahut hi jaruri hoti hai. Jub bhi koi Advertise company aapke blog me rakhane keliye koi bhi company aapke Blog ki Alexa Rank pata karte hai. Or agar aapke blog ki Alexa rank kam hai to aap Alexa Rank page aapke Bolg me rakhkar aapke Blog Alexa page Rank badha sakte hai. Is post hum aapko aasani se Alexa page apne blog me kaise rakhte vh batane jaa rahe hai.
Step 1 : 
Sabse pahle aap Blogger ke main menu me jakar Layout select kare.

Step 2 :
Aapko jaha yh page chahiye vha Add a Gadget kare.

Step 3 :
HTML/Java Script choose kare

Step 4 :
Ab aapko niche dikhai dene wala code copy karna hai .



 <a
href="http://www.alexa.com/siteinfo/http://shorttricksinhindi.blogspot.in/"><script type="text/javascript" src="http://xslt.alexa.com/site_stats/js/s/a?url=http://shorttricksinhindi.blogspot.in/"></script></a
href="http://shorttricksinhindi.blogspot.in/> 

Read cooler me Hamari site ka url dikh rakha usper apna url de. fir use HTML/Java Script ke page me pest kare. save kare. Apna Blog open karke dekhe.

Apne successfully Alexa Rank Widget Create kar liya hai.



Thanks !  


0 comments:

Post a Comment