Tuesday, 5 April 2016

// // Leave a Comment

Blog ke liye original ya unique content kaise chune

Jab bhi hum hamare blog ke liye koi post ya content likhate hai to hamare man me ek saval uthata hai ki jo bhi content Blog ke liye use kar rahe hai vh copy content to nahi hai. Agar eysa hota hai yane hum jo content de rakhe hai vh pahle se hi kisi website ya Blog me moujud ho to hamare Blog ke liye aaye problem ho sakti hai. usase kaise bachana hai or Blog ke  liye original content kaise rakhana hai vha dekhenge.


Blog ke liye original ya unique content kaise chune :

Step 1 : 
Sabse pahale aap is website par gaye http://smallseotools.com/plagiarism-checker/  
yh ke isi website hai yha par aap apne blog ke post ya content chek kar sakte hai. jaise aap ko blog ke liye post ya content likhate hai to aap yha apne content ko copy karke pest kare to yh website aapko yh content kis website ya blog par use huaa hai vh batayngi. yani ki aapkoa content kitna original hai % me vh pata chal jayenga. 
Step 2 :
Ab aapko captcha image dekhingi use box me likhni hai.
Step 3 :
Yh aapko batayngi ki aapka content kitne % unique hai 

Thanks !

0 comments:

Post a Comment