7/12 yh Humare kheti ke sambndhit mahtvpurn document hai. Lekin jub bhi hame iski aavsykta hoti tab hame yh Talathi office se prapt hota hai. Lekin ab yh aapko aasanise online mil jata hai . Bus app niche diye huye link par jakar aapko aasanise 7/12 mil sakta hai.
1. Maharashtra link : https://mahabhulekh.maharashtra.gov.in/
Step 1 : Jilha (State Name) ka naam de
Step 2 : Taluka ( Tahsil Name )select kare
Step 3 : Gaav ( Village Name )ka naam de
Step 4 : Agar aapko sarve no pata hai to aap Sarve no ya / Gat no par chek lagaye. Anytha aap first name, middle name, Last Name ya fir Full name se bhi apna 7/12 dekh sakte hai . Jis tarha aapko chahiye us tarha aap us par chek lagaye
Step 5 : Shodha par click kare
Step 6 : 7/12 paha par click karke aap aasanise apna 7/12 le sakte hai.
Note : Yh ek Marathi website hai Agar aapko nahi aati to aap image me dikhai gayi step ki tarha se 7/12 dekh sakte hai.
Agar apko 7/12 Mobile apps chahiye to app Google Play store se le sakte hai
Link : 7/12 for Android mobile
Gujarat : Link https://anyror.gujarat.gov.in/
Agar apko 7/12 Mobile apps chahiye to app Google Play store se le sakte hai
Link : 7/12 for Android mobile
Gujarat : Link https://anyror.gujarat.gov.in/
0 comments:
Post a Comment