Twitter account apke paas hai or kisi karan vash aapko yh account deactivate karna hai. Account Deactivate karne ke kai karan ho sakte hai aapko jyada iske baare me pata nahi hai ya aapne kisi dost ke help leke apna twitter account bana liya hai ya aapko yh account pasand nahi hai koi bhi karan ho to Twitter Deactivate / Delete badhihi aasani se kar sakte hai.
Yha jub bhi hum Twitter account Deactivate karte hao hame 30 dino ka samay diya jata hamara data vapas lene ke liye. Agar 30 Days se jyada samay ho jane par yh aapka twitter account hamesha ke liye band kar deta hai.
Step 1 :
Sabse pahle aap twitter account par login ho jaye. Aap yha se bhi direct ja sakte hai click
Step 2 :
Enter your user name and password
Step 3 :
Ab Apne image par click karke settings me jaye
Step 4 :
Ab sabse niche aapko Deactivate my account par click kare
Step 5 :
Ab aapko apne account Deactivate karna hai. Jisase ki aap 30 Days ke andar apna data yha se vapas le sakte hai.
Aapne safltapurvak apna twitter account Deactivate / Delete kar liya hai.

0 comments:
Post a Comment