Aadhaar card kya hai ?
Kendra sarakar ki or se har Bhartiy nagrik ko jari karnevala ek 12 number ka unique ID hoti hai. . Jo bhi kaam jisme pahchan ki jarurat hoti hai vha Aadhaar card ki jarurat hoti hai. Eski shuruvat 28 jan 2009 ho hui .Yh card sift ek hi baar banata hai. T o dosto agar aapne apna Aadhaar card lost kar liya hai to aap aasanise yha se Apna or kisikabhi Aadhaar card hasil kar sakte hai.
Agar aapke pass pass Aadhaar card no nahi hai . Ya aapke Aadhaar card Enrolment Number nahi to bhi apna Aadhar card yha se paa sakte hai .
E-Aadharcard ke sirf aapke pass hona chahiye :
1. Mobile Number
2. Email Id
Yha aapko Find UID/EID par click karna hai . Koi ki hame Aadhaar kard nikalne ke liye UID/EID jarur lagta hai .
Step : 2
Yha aapko jo form diya gaya vh pura fill karna hai. or aapne jo number diya hai Aadhaar card banate vakt vahi number apko yha dina hai. Agar aap mobile no diya hai to aapka Email de. Apko yha Mobile ya Email par ek OPT diya jayenga vh OPT number yha dena hai.
Agar appne Aadhaar No (UID) par chek lagaya hai to Apko Apka Aadhaar No diya jayenga . OR agar Enrolment (EID) par chek lagaya ho to aapko ENrolment (EID) No diya jayenga .
0 comments:
Post a Comment