Friday, 1 April 2016

// // 1 comment

Folder lock kaie kare bina kisi software ke

Folder lock kya kare : Hamare ghar ya office me hamare pc ko use karne wale hum akele nahi hote. To us samay hamara koi privet data jo hame lagta hai ki koi or na dekhe to uske liye hum computer me sirf vhi folder lock kar sakate jo hame karna hai. jisase ki koi any hamara date aapke permeation ke bager nahi dekh sakte.

   Folder lock kaie kare bina kisi software ke

Step 1 : 
sabse pahle aap jo folder ko lock karna chahate ho us per mouse ki right click button dabaye. fir aapko Add to archive... per click karna hai.

Step 2 : 
Fir aapko Advanced par click karke Set password karna hai.

Step 3 : 
Enter Password fir Reenter password for verification me hame aapna password dena hai. Agar aapko password dekhana hai to show password par chek lagana hai.

Step 4 : 
Fir ok karna hai aapke pass zip file folder aayenga usame aapka folder lock ho gya hai us folder ko aapke password ke siva koibhi khol ya nahi dekh sakenga. Abhi aapko jo pahle wala folder hai use delete kar do or jo zip folder hai use apne computer me rakho.

Thanks ! 

1 comment: