Dosto aajke jamane me facebook bahut popular social network site hai . jo bhi thoda bahut internet ke baare me janta hai vh insan ka facebook par account jarur honga. Agar hum jab bhi koi post likhate hai to hum chahate hai vh post jyada se jyada log padhe to facebook bahut achha option hai aapke post ko logo tak pahuchane le leye.
Esake liye aapa face book page hona jaruri hai. Agar aapke hai to thik hai nahi hai to use bana lijiye.
Blog ke liye facebook page kaise banaye ?
Step 1 :
Sabse pahle aapko jo bhi post facebook par share karni hai use open kar or uska url copy kare.
jaise mai meri ek post ka url copy karta hu vh url hai :http://shorttricksinhindi.blogspot.in/2016/04/blog-ki-traffic-badhane-ke-6-tarike.html yh meri post url hai jo mai facebook par share karna chahata hu lekin yah url bahut badha or jyada achha nahi lagta. to uske liye hum Google ki sahayta lenge aap Google par google shortener likh kar ya app yha Click kar direct bhi ja sakte hai.
Step 2 :
Link ko copy karke aap facebook page par jaye vha status me short url pest karna hai or publish karna hai.
0 comments:
Post a Comment