Monday 17 April 2017

// // Leave a Comment

i lost my 10th and 12th marksheet and diploma

i lost my 10th and 12th marksheet and diploma



Dosto kaise ho.......
Dosto agar aapne kisi bhi vajah se aapna 10th ya 12th ki mark sheet ya diploma guma diya hai or jaise ki ham jante hai ki yh certificate aapko apne jiwan kitne kaam aa sakti or vh certificate  aapko mil nahi raha hai to yh post ko aap pura padho aap apni 10th ya 12th mi mark sheet ya diploma aaram se online hasil kar sakte hai.

On line certificate ke fayde :

Jo ki yh manytaprapt website se aapko mil jata hai. jo ki har tarah se validate hota hai. or har jagaha kaam aa sakti hai.

On line certificate ke liye kay chahiye :

1. Aapne kis varsh main 10th ya 12th kiya hai aapko pata hona chahiye.
2. Aapne yh exam winter main di hai ya summer main. Jaise ( October / March )
3. Exam seat no.
4. Aapko kitne marks mile jaise (Ex-360)

To dosto suru karte hai online Mark sheet / Diploma kaise le

Step 1 :

Sabse pahle www.boardmarksheet.maharashtra.gov.in is web site par jaye. aap yha click karke direct bhi is website par jaa sakte hai.

Step 2 :

Create New Account par click kare.
i lost my 10th and 12th marksheet and diploma

Step 3 :

Niche register diya form purn bhare or Register kare.

i lost my 10th and 12th marksheet and diploma

Step 4 :

Register form purn bharne ke baad I agree to the terms and condition per cheek lagake Register kare.
 
i lost my 10th and 12th marksheet and diploma

Step 5 :

Aapne jo email id di hai vhai email id yha de or apna password dekar sing in kare.

i lost my 10th and 12th marksheet and diploma

Step 6 :

Purn information yha de.
i lost my 10th and 12th marksheet and diploma

Step 7 :

Ab ant main online 10th ya 12th ki mark sheet ya diploma aapko PDF main parpt ho jayenga.

i lost my 10th and 12th marksheet and diploma

Thanks !

Read More

Friday 14 April 2017

// // 1 comment

Internet Ke bina You Tube Par Videos Kaise Dekhte Hai

 Internet Ke bina You Tube Par Videos Kaise Dekhte Hai
Dosto aaj ke jamane main internet par har koi video dekhata hai or agar hame koi video pasand aa jaye to hum us video ko baar baar dekhate hai to useke liye youtube ne hame ek aisa option diya hai jiske jariye hum aasani se us video ko save kar sahte hai or fir hum jab chahe tub dekh sakte hai.

Offline video ke fayde :

1. jaise mano hame koi video pasand aa jaye to hum use save karke rakh sakte or fir hum jab chahe use dekh sakte hai.
2. offline video se hamara mobile data sirf ek baar kharch honga ek baar video save hone par hame apna internet data kharch nahi karna padenga.
3. Offline video hone ke karan yh sub video youtube par hi save honge hamare mobile ya laptop ki memory yh use nahi karenga.

Dosto bahut logo ne yh pasand kiya hai aap bhi ese jarur use kare.  kaise karna hai vh main aapko aasan tarike se batane jaa raha hu.

Step 1 .

Sabse pahle aapko youtube par login hona hai. or fir aapko jo bhi video pasand hai use youtube par search karna hai.
Yha aapko save ka option dikhai de raha honga us par click karna hai.

 Internet Ke bina You Tube Par Videos Kaise Dekhte Hai

Step 2.

Ab aapko youtube aapko puchenga ki video kis tarha chahiye aapko jis tarha chahiye vaha par check laga dijiye or fir ok kar dijiye.   
 Internet Ke bina You Tube Par Videos Kaise Dekhte Hai

Step 3.

Yha aapka video save ho raha hai.
 Internet Ke bina You Tube Par Videos Kaise Dekhte Hai

Step 4.

Video save hone par aapko jo aadmi jaise option dikhai de raha hai us par click karke save video dekh sakte hai.
 Internet Ke bina You Tube Par Videos Kaise Dekhte Hai

Step 5.

Akhir main aapko jo bhi video save kiye hai uski list dikhai dengi.

 Internet Ke bina You Tube Par Videos Kaise Dekhte Hai

Thanks !

Read More