Friday, 8 April 2016

// // Leave a Comment

Computer Screen capture kaise kare 3 Best tricks

Dosto aaj me aapko bina kisi software ke madat se aapko computer ke Screen capture karne ke 3 Best tarike batane jaa raha hu jisse aap aasani se apne computer ke koi bhi Screen aasanise capture karke use modify kar sakte hai .



 Tricks 1  :


Sabse pahli Tricks hai ki aapko jo bhi computer Screen capture karni hai use open kare. fir aap apne keybord ki start menu + Print Screen SysRq Button ek sath press kare or aapko jaha chahiye vha pest kare jaise Microsoft office, Paint ya aap jaha chahe vha .

fir aapko use pest kare Ctrl + V karne vh Screen copy hokar vha pest ho jayengi.

 Tricks 2  : ( Paint )

Agar aap paint use kar rakhe ho to aapke ke computer screen par jo abhi abhi screen hai bas aapko vh screen open rakhna  fir paint me jakar Ctrl + V karna hai . Jaise abhi mai yh screen mere computer me dikh rahi hai Bas me ise open karke paint me jakar pest karne vala hu Ctrl + V karke. 

yha aap apane hisab se image ko modify aasani se kar sakte hai.

Tricks 3 : ( Snipping Tools)


Yh bhi bahut badhiya tarika hai screen capture ka isme aap apne hisab se aapko jo bhi Screen capture karna hai. Utna hissa aap capture kar sakte hai. Eske liye aap Start menu -> All programs -> Accessories - > Snipping Tools aise ja sakte hai. Aur aapke hisab se screen capture kar sakte hai 

Thanks !


0 comments:

Post a Comment