Saturday, 3 October 2015

// // Leave a Comment

whatsapp ke apne smart phone me photo, video, Audio ko kaise Hide rakhe

Dosto
chahe hamare dost ya hamare ristedar ya koi ghar ka sadsy hamara mobile leke sabse jyada uski Gallery chek karta hai. Or unme aapke whatsapp ke photo, Video, Audio aasani se sabhi chek karte hai. Agr aapko lagta hai ki yh sbhi puri tarha privet rahe or unko hum aasani se chupa sake (Hide) karke rkh sake. to Aaj me aapko bahut hi aasan tarika batane jaa rha hu jisse aapko isme jarur madat hongi.

Method  1

sabse pahle aapko file manager app ki jarurat padengi ki whatsapp directory ko hum memory card me access kar sake.
Agar aapke pass koi bhi file manager nahi hai. to aap aasani se play store se koi bhi file explor download kar sakte hai.
Uske baad Es File manager ye yh rasta apnaye.
SD Card>Whatsapp>media 
Media ko floder me hame whatsapp image ka folder milenga.
uske baad hame whatsapp image ka folder rename karna hai.
Vh bhi whatsaap image ke foder ke aage (.) deke ab folder na naam ho jayenga (.whatsappimage)
USke baad aap apne Gallery me jake dekhonge to aapke whatsapp image hide ho jayenga.

Method 2

file manager ko estemal karke navigate me jaye vha aapko yh raste se jana hai Home> SD Card > Whatsapp > media
Fir aap media folder me jake whatsapp image foder khole
Ab aap esi folder ke empty text media me "Nonmedia" nam se ek folder create kare.
uske baad Nonmedia ke sath or sbhi extension ko nikale tb file name ho jayenga (.Nonmedia)
uske baad aap apne picture, Video, Audio apne gallery me fir se dekh skte hai 

Thanks !

0 comments:

Post a Comment