Thursday, 3 November 2016

// // Leave a Comment

face book password bhul jane par kay kare

facebook password bhul jane par kay kare
Dosto hum agar bahut dino tak facebook account na use kare to to hum aasani se apna facebook id ya password bhul jate hai . Or fir jab bahut dino ke bad aapna id open karte hai to hum pate hai ki hamara id open nahi ho raha hai to hame bahut pareshani hoti hai to uske aaj mai aapko ek aasan tarika batane ja raha hu jisase hum apne id or id ka password aasani se paa sakte hai.



Step 1.

sabse pahle aap facebook open kare fir forgotten your password ? par click kare
facebook password bhul jane par kay kare

 Step 2.

fir aapko Reset Your Password ka box open honga usme agar aap ki email id right hai to aap Email me a link to reset my password ke samne chalk laga le fir aap continue kar le.

face book password bhul jane par kay kare

Step 3.

Yaha aapko Enter Security Code ka option aayenga jo ki continue karne par 6 digits code aapke ek email par bej diya jayenga.

face book password bhul jane par kay kare

Step 4.

Bas yha aapko change password par click karna hai or fir facebook ka new tab open ho jayenga.
face book password bhul jane par kay kare

Step 5.

Yha aapko new password dena hai.

face book password bhul jane par kay kare

Step 6.

continue par click kare.
face book password bhul jane par kay kare

Aap ne safalta purvak aapke facebook ka password yha pa liya hai

Thanks !

0 comments:

Post a Comment