Search Description kya hai ?
Dosto jab bhi App koi blog banate ho to seo ke hisab se aapko vha search Description dena hota hai ye bahut jaruri hai. jisse ki aapke dvara likha gaya article se aapka blog google ke search engine ke pahle page par aa jaye jisse ki aapke blog ka traffic badh jaye.
jaise Example ke tour par Agar koi mera diya gaya koi article jaise "gmail account password bhul jane par kay kare " yh likh kar search karenga to mera blog google ki pahle page par open honga.
Search Description me kay likhe ?
App jo bhi article likh rahe hai wo ki par aadharit hai uske bare mai short me description likhana hai jisase ki search engine ko aapka likha gya article samaj aa jaye or vh use search engine me jald se jald le le.Search Description Apne Blog me kaise rakhe ?
Step 1 .
Sabse pahle aap Blog menu me jakar setting open kare fir aapko other ke upar Search perferences par click kare
Step 2 .
Yha aapko Meta tags open ho jayenga yha Description [Disabled] Edit karna hai.
Step 3.
Enable search description Yes ke aage chek lagana hai .
Step 4.
Yha bahut mahatv purn hai yha aapko apne Blog ke bare me short me Description likhana hota jyada se jyada 150 characters mai.
Step 5.
Ab aap jub bhi koi new post likhonge ya aapne jo bhi post publish ki hai vha ek new menu add ho jayenga Search Description ka us par aapko click karna hai.
Step 6 .
Ant me aapko search Description me aapne jo bhi post likhi hai usake bare me short me description likhana hai.
0 comments:
Post a Comment