search engine kay hai ?
Vise to bahot sare search engine hai. Par jyda use google search engine ka hota hai. Jub bhi hum ko koi search karna ho to keyword search engine ke page par likh hai. google history me store keyword se hamne dale kye word se match hone par hamre samne rkha deta hai . To aaj hum janege ki google custom search engine apne web site ya Blog me kaise rkhe.
Google custom search engine se paise kaise kamate hai ?
Aapko yh jankar hairani nahi honi chahiye ki google custom search engine se bhi hum paise kama sakte hai . Par iske liye aapke pass google adsense ka account hona chahiye agar aapke pass yah account hai to website ya Blog par google custom search engine laga kar jo bhi aapke se es search engine se search karenga to kuch paise aapke account me jama ho jayenge.
Google custom search engine blog ya website me kaise rakhe ?
1. Sabse pahle aap google custom search engine par haye. Create a custom search engine par click kare..
2.Blog ya website ka url de.
3. Blog ya website ka naam de.
4. *.edu agar aapko chahiye to likhiye.
5. language de
6. search engine ka naam de
7. create kare.
8. Look and feel par click kare.
9. Layout select kare.
10. Themes select kare.
12.setup me jaye.
13. Get code le.
14. code copy kare.
15. Blogger ke dashboard me jakar layout par click kare.
17. code yha pest kare.
18. save kare or apne blog ko dekhe.
19.Aapne saflata purvak google custom search engine ko apne blog me add kar liya hai.
0 comments:
Post a Comment