Tuesday, 22 November 2016

// // 1 comment

Blogger Posts se Author Name ya Author profile kaise Hide kare

Namskar Dosto Dosto jab bhi hum koi Blog banate hai to us ke liye koi template lete hai to vha hamara naam ya Author profile aa jata hai . Agar aapko vha chahiye to thik par par bahut se blogger nahi chahate hai ki unki koi bhi information us blog par dikhe. To unke kiye yha aaj ki post hai, Blogger Posts se Author Name ya Auther profile kaise Hide kare ? yh bahut hi aasan hai Step 1 : Blogger ki Dashboard par jakar Template par click...
Read More

Tuesday, 15 November 2016

// // Leave a Comment

Direct tax ya Indirect taxs ko kaise yaad rakhe

Namskar Dosto  aaj kal ki bahut si competitive exam me Direct ya Indirect tax par kuch saval jarur puchate hai. Jise ki yaad rakhana bahut hi aasan hai. Bus aapko do shabdh yad rakhane hai Direct Taxes ke wepro.co.in or Indirect Taxes ke liye Excuse me bus agar appne yh dono word yaad kar liye to aap Direct tax konse hai or Indirect tax konse hai yh aasani se yaad kar sakte or inse jude sawal ka jawab aasani se de sakte hai. Tricks...
Read More
// // Leave a Comment

Apane Bank account ka balance free main kaise dekhe

Apane Bank account ka balance free main kaise dekhe  Dosto jaise ki hum jante hai ki abhi manniy pradhan mantri ji ne 500 or 1000 ke not band kar liye hai . Jiski vajha se bank me kaifi bhid lag rahi hai or agar hum kisi vajhase se bank nahi jaa paa rahe hai or hamare pass sms banking ya internet banking ki suvidha nahi hai to yh code aapko bahut kaam aa sakta hai . Hum jab bhi apna paisa bank me jama karte hai to bahut se bank...
Read More

Thursday, 10 November 2016

// // Leave a Comment

Blogger Blog me youTube video kaise add kare

Dosto aaj ke jamane main youTube kon nahi janta . Jo bhi thoda babhut computer ya mobile ka use karta hai vha YouTube ke bare main jarur pata hai. Yh ke eysi search engine hai jaha anginat video hum aasani se dekha sakte hai. Vaise aaj kal Blogging bhi bahut popular hai. YouTube or Blogging on line paise kamane ka ek aasan tarika ban gya hai. jaise hum apne vichar ya article logo tak pahuchana chahate hai to aap blog ka sahara lete...
Read More

Wednesday, 9 November 2016

// // Leave a Comment

Blog me Search Description kaise Add kare

Search Description kya hai ? Dosto jab bhi App koi blog banate ho to seo ke hisab se aapko vha search Description dena hota hai ye bahut jaruri hai. jisse ki aapke dvara likha gaya article se aapka blog google ke search engine ke pahle page par aa jaye jisse ki aapke blog ka traffic badh jaye.  jaise Example ke tour par Agar koi mera diya gaya koi article jaise "gmail account password bhul jane par kay kare " yh likh kar search...
Read More

Thursday, 3 November 2016

// // 22 comments

signature kaise kare alag alag style me

Dosto aaj yha aapke liye maine kuch naya karne ka socha hai jaise ham jab bhi apni signature karte hai to hame lagta hai ki hamari signature bahut achhi dikhe . Uske liye maine aaj aapke liye kuch option diye hai bas aapko apna naam yha dena hai or submit karna hai aapko aapke naam ki kuch signature aa jayengi . Agar aap kuch is tarha ka Signature Blog banana chahte hai to comment de main puri tarha aapki help karunga. ye to ek chotisi...
Read More
// // Leave a Comment

face book password bhul jane par kay kare

Dosto hum agar bahut dino tak facebook account na use kare to to hum aasani se apna facebook id ya password bhul jate hai . Or fir jab bahut dino ke bad aapna id open karte hai to hum pate hai ki hamara id open nahi ho raha hai to hame bahut pareshani hoti hai to uske aaj mai aapko ek aasan tarika batane ja raha hu jisase hum apne id or id ka password aasani se paa sakte hai....
Read More

Wednesday, 2 November 2016

// // Leave a Comment

facebook account ka password kaise chang kare

Namskar Dosto Kaise ho .............. Aaj mai aapko facebook ka password kaise chang karte vh batane ja raha hu . Dosto facebook ek social media site hai or kabhibhi hack ho sakti agar hum batut dino tak aapna facebook id use na kare to ya fir aapko lagta hai ki aap kisi intent cafe ya dost ke yaha aapna id remember kar liya hai to aapke facebook id ka galat estmal ho sakta hai jo ek jurm ho sakta hai. jai se kare koi or bharna aapko...
Read More