Thursday, 22 December 2016

// // 1 comment

Browser main hidden password ko kaise dekhe Bus - 1 minute main

Dosto kaise ho ....... Dosto hum main se har kisi ko yh aadat hoti hai ki hum hamare computer ya laptop par apna koi bhi pass word remember kar ke rakh dete hai. or hum jab bhi apna koi bhi on line account kholte hai to vha par password remember hone ke karan hame koi dikkat nahi jati par jub bhi hum koi any computer ya laptop pe hamara account kholte hai to hum paate hai ki hame hamara account ka password yaad nahi. us samay aap aapke...
Read More

Tuesday, 22 November 2016

// // 1 comment

Blogger Posts se Author Name ya Author profile kaise Hide kare

Namskar Dosto Dosto jab bhi hum koi Blog banate hai to us ke liye koi template lete hai to vha hamara naam ya Author profile aa jata hai . Agar aapko vha chahiye to thik par par bahut se blogger nahi chahate hai ki unki koi bhi information us blog par dikhe. To unke kiye yha aaj ki post hai, Blogger Posts se Author Name ya Auther profile kaise Hide kare ? yh bahut hi aasan hai Step 1 : Blogger ki Dashboard par jakar Template par click...
Read More

Tuesday, 15 November 2016

// // Leave a Comment

Direct tax ya Indirect taxs ko kaise yaad rakhe

Namskar Dosto  aaj kal ki bahut si competitive exam me Direct ya Indirect tax par kuch saval jarur puchate hai. Jise ki yaad rakhana bahut hi aasan hai. Bus aapko do shabdh yad rakhane hai Direct Taxes ke wepro.co.in or Indirect Taxes ke liye Excuse me bus agar appne yh dono word yaad kar liye to aap Direct tax konse hai or Indirect tax konse hai yh aasani se yaad kar sakte or inse jude sawal ka jawab aasani se de sakte hai. Tricks...
Read More
// // Leave a Comment

Apane Bank account ka balance free main kaise dekhe

Apane Bank account ka balance free main kaise dekhe  Dosto jaise ki hum jante hai ki abhi manniy pradhan mantri ji ne 500 or 1000 ke not band kar liye hai . Jiski vajha se bank me kaifi bhid lag rahi hai or agar hum kisi vajhase se bank nahi jaa paa rahe hai or hamare pass sms banking ya internet banking ki suvidha nahi hai to yh code aapko bahut kaam aa sakta hai . Hum jab bhi apna paisa bank me jama karte hai to bahut se bank...
Read More

Thursday, 10 November 2016

// // Leave a Comment

Blogger Blog me youTube video kaise add kare

Dosto aaj ke jamane main youTube kon nahi janta . Jo bhi thoda babhut computer ya mobile ka use karta hai vha YouTube ke bare main jarur pata hai. Yh ke eysi search engine hai jaha anginat video hum aasani se dekha sakte hai. Vaise aaj kal Blogging bhi bahut popular hai. YouTube or Blogging on line paise kamane ka ek aasan tarika ban gya hai. jaise hum apne vichar ya article logo tak pahuchana chahate hai to aap blog ka sahara lete...
Read More

Wednesday, 9 November 2016

// // Leave a Comment

Blog me Search Description kaise Add kare

Search Description kya hai ? Dosto jab bhi App koi blog banate ho to seo ke hisab se aapko vha search Description dena hota hai ye bahut jaruri hai. jisse ki aapke dvara likha gaya article se aapka blog google ke search engine ke pahle page par aa jaye jisse ki aapke blog ka traffic badh jaye.  jaise Example ke tour par Agar koi mera diya gaya koi article jaise "gmail account password bhul jane par kay kare " yh likh kar search...
Read More

Thursday, 3 November 2016

// // 22 comments

signature kaise kare alag alag style me

Dosto aaj yha aapke liye maine kuch naya karne ka socha hai jaise ham jab bhi apni signature karte hai to hame lagta hai ki hamari signature bahut achhi dikhe . Uske liye maine aaj aapke liye kuch option diye hai bas aapko apna naam yha dena hai or submit karna hai aapko aapke naam ki kuch signature aa jayengi . Agar aap kuch is tarha ka Signature Blog banana chahte hai to comment de main puri tarha aapki help karunga. ye to ek chotisi...
Read More
// // Leave a Comment

face book password bhul jane par kay kare

Dosto hum agar bahut dino tak facebook account na use kare to to hum aasani se apna facebook id ya password bhul jate hai . Or fir jab bahut dino ke bad aapna id open karte hai to hum pate hai ki hamara id open nahi ho raha hai to hame bahut pareshani hoti hai to uske aaj mai aapko ek aasan tarika batane ja raha hu jisase hum apne id or id ka password aasani se paa sakte hai....
Read More

Wednesday, 2 November 2016

// // Leave a Comment

facebook account ka password kaise chang kare

Namskar Dosto Kaise ho .............. Aaj mai aapko facebook ka password kaise chang karte vh batane ja raha hu . Dosto facebook ek social media site hai or kabhibhi hack ho sakti agar hum batut dino tak aapna facebook id use na kare to ya fir aapko lagta hai ki aap kisi intent cafe ya dost ke yaha aapna id remember kar liya hai to aapke facebook id ka galat estmal ho sakta hai jo ek jurm ho sakta hai. jai se kare koi or bharna aapko...
Read More

Tuesday, 3 May 2016

// // 1 comment

Apne mobile par kisi bhi sim kard ke liye 'Do Not Disturb Service' Activate kaise kare ?

Aaj hamare sabke pass mobile hai. Or hum alag alag trha ke sim card use karte hai lekin jub bhi hum hamare mobile ke liye kai sim card kharidte hai to vha sim card ki har service active ho jati hai jisse hame bahut si company ke sms ya coll aate hai. Lekin jab hume yah service nahi honi hoti hai to hum use kahte hai ki 'Do Not Disturb' . Esase ek fayda yh hota hai ki hame hamare hisab se hi sms ya coll aate hai.  To Dosto hum...
Read More

Saturday, 23 April 2016

// // Leave a Comment

Corrupted Memory card ko kaise thik kare

Aaj hum sab Mobile or internet se jude huye hai. jaise hamare paas koi mobile hai computer hai usme hum apne kaoi bhi image, video ya data memory card me rakhate hai par kabhi kabhi kisi karan vash vh corrupted ho jati hai jisse hamara personal data bhi uske sath chala jata hai par aaj me aapko ek ayse software se milana chahata hu jise aap aapke mobile ya pc par download karke kisi bhi Corrupted memory ko thik karke aap apana Data vapas...
Read More

Tuesday, 19 April 2016

// // 38 comments

Live Cricket Score apne Blog ya Website par kaise dikhaye

Aaj to cricket ka khumar to har kisike sar chadhake bolta hai. par har koi kisi karna vash live cricket nahi dekh sakta lekin live cricket score janane ki utsukta har kisi ko hoti hai. Agar aap ke Blog ki Traffic baht jyada hai to yh aapke visitor ke liye ek trha ka tohfa hi sabit honga. Agar Blog ki Traffic kam hai to yh aapke Blog ki Traffic badhane me jarur madat karenga. Or esase Return Visitor ke aane ki sambhavana hamesha jarur...
Read More

Monday, 18 April 2016

// // Leave a Comment

Top 5 Best Selfie Apps Android

Aaj ka jamana selfie ka hai. aaj ka youth to eske piche diwana hai har koi chahta hai ki vh khubsurat dekhe or unki tasvir bahut achi aaye. To uske liye vh alag alag jagah jakar apni selfie le lete hai par kis karan vsh vh utni achi nahi aati hai. Agar aap handsome look, Beauty full dikhana chahate ho to yh apps jarur use kar sakte ho yh aapko Google play store me aasani se mil jayengi    ...
Read More

Saturday, 16 April 2016

// // 2 comments

Car Drive karne valo ke liye 5 Apps jarur Download kare

Jo log Car Drive karna jante hai. Or Alag Alag jagaha ghumna chahate hai to un logo ko har jagah ke baare me pata nahi hota to aapko yha ise Mobile Apps se parichit karne ja raha hu ki use aap apne mobile par jarur Download kar le jisse ki aapko Drive karne me Jaise Road map aapko yha aasani se pata chal jayengi Or aapko yh apps Drive ke liye Help karengi. ...
Read More

Friday, 15 April 2016

// // 1 comment

Computer ya laptop ka password kaise change kare

Computer ya laptop aap use kar rahe ho or agar aapko lagta hai ki hamara password kuch any logo ko pata chal gya hai or aap chahate ho ki aapka PC ya Laptop surkshit rahe to aapne computer ka password change kar sakte hai.  ...
Read More
// // Leave a Comment

computer ya Laptop ka IP Address kaise pata kare

Agar aapko computer ya Laptop ya IP Address pasta karna hai to . Aaj mai bahut hi aasan tarika batane jaa rha hu jisse aap aasanise IP Address pata kar sakte hai. ...
Read More

Tuesday, 12 April 2016

// // 8 comments

ONLINE PAN CARD KAISE BANAYE ?

pichali post me maine aapko bataya tha ki PAN card ke liye jaruri Document kya chahiye aagar aapke aap unmese koi bhi Document ho to aap online PAN card aasanise nikal sakte hai . Vobhi kisibhi Agent ke bina kam se kam muly par. ...
Read More

Monday, 11 April 2016

// // Leave a Comment

online PAN card ke liye Jaruri Document

Dosto aaj PAN card ke baare hum sabhi ko pata hai ki yh kya hota hai. Yh bahut jaruri document hai jo Government of India ki tarfse hame milta hai . PAN card ka full form hai (Permanent Account Number) jo income Tax department ki manyata parpt hota hai. ...
Read More