Dosto agar app apna Blog banana chahate ho to uske liye aapke paas Gmail account hona aavsyak hai . Agar aapke Gmail nahi hai to use banana hinga to uske liye shuruvat karte hai Gmail account kaise banate hai
Step 1. sabse pahle aap apne google browser par gmail.com likhkar search kare.
Step 2. Fir aapko upar dikhai gayi image ki trha gmail account ka form dikhenga use achi trh bharna hai .
- Aapka first Name
- Aapka Last Name
- Yha par aapko user name dena hai . User name se matlab hai ki gmail par us naam se aapka account create honga. Jo aapne user name diya hai agr vh pahle se hi moujud hai to aapko gmail suggestion denga agr aapko vh suggestion pasand nahi to aap dusra user name le sakte hai .
- Aab aapko gmail account ka password dena hai. Pass word aap apne hisab se jo aapko yaad rahe or thoda different bhi ho. Taki koi bhi aapke gmail account ko hack naa kar sake.
- Yha aapne jo pass word diya hai use dobara likhe
- Apni Date of Birth sahi tarike se de.
- Abhi aapko Gender dena hai Male ya Female
- Mobile Number avshy de kyoki agar aap kabhi gmail ka user name ya pass word bhul gaye to yh aapki madat karenga
- Arar aapko Mobile number verification hcahiye to yha click kare. To aapke Mobile par google ke tarf se ek sms code aayenga jise aapko yha dena hota hai .
- Aapko jo image dikh rahi hai us par jo number likha use vha likhne par bhi aap gmail account bana sakte hai..
- Aab aap next step par click kare.
Gmail account kaise use karte hai :
Abhi hum janege ki gmail account use kaise karte hai . jub bhi login hokar apna gmail account kholte hai to hame niche dikhayi gayi image ki trh aapna gmail account ki mukhy page dikhati hai.
1. Esase hum hame aaye huye email dekh sakte . Bas aapko vha click karani hoti hai.
2. Jo bhi hame email aahi hai vh Inbox jama ho jati hai . jo hame aasani se hamare sare email dihayi jate hai.
3. Aage hum jo massage send karte hai vo yha dikhai jate hai.
4. Agr hame koi email delete karni hai chek box me cilck karne par aap dekhoge ki ek new menu more ke aage khulti hai vha alg alg option hai jaise Archive, Report spam, Delete bas aapko jo email delete kari hai to chek box ke chek lagake delete kar de. hum jo email delete karte vh email Trash me jama ho jate hai agar hamse galti se koi email delete ho gya to hum Trash se vapas la sakte hai.
5. Gmail se email kaise bheje. eske liye aapko compose par click karna hai uske baad aako niche dikhayi gayi new window khulengi esme To ke aage jise aap email bhejna chahate hai uska email address de fir niche Subject likh le Agar aapko ko apke computer ki koi file ya image ya video bhejna hai to attach file par click karke file attach karke bhej sakte hai aap yha kitne bhi logo ko ek sath ek hi email bhej sakte hai uske liye To ke aage ek email id likh ne ke bad (,) dekar dusri email likhana hai . ant me send kar de yh aapke send email me bhi jama ho jayenga.
Gmail Password Bhul jane par kya kare
0 comments:
Post a Comment