Friday, 2 June 2017

// // Leave a Comment

how to learn 1 to 99 table in hindi



Dosto
jaise ki ham bachapnse hame table yaad rakhana padata hai jo ki kafi boring kaam hai. Par hame pata hai ki yha hame bahut aavyashyak bhi hai.
To uske liye aaj main aapko ek tricks batane jaa raha hu jisase aap aasanise koi bhi 1 se 99 ka table bana sakte hai.
Uske liye aapko keval 1 se 9 tak ka table aana jaruri hai bas
jiase example hai 76 ka table banana hai.
vh es taraha hota hai


 1 x 76 =  76
 2 x 76 =  152
 3 x 76 =  228
 4 x 76 =  304
 5 x 76 =  380
 6 x 76 =  456
 7 x 76 =  532
 8 x 76 =  608
 9 x 76 =  684
 10 x 76 =  760
  

Ab hum yh padha ek tricks se banate hai jo ki har table par lagu hongi.



7 6 Tricks 76
14 12 14+1 152
21 18 21+1 228
28 24 28+2 304
35 30 35+3 380
42 36 42+3 456
49 42 49+4 532
56 48 56+4 608
63 54 63+5 684
70 60 70+6 760















esme bas aapko jo red color main jo ank dikhai de rahi hai use baju main rakhani or aage ki do ank or ek ank ki plus karni hai.










bas itna hi karna hai agar aapko koi problem aati hai to aap niche ka video bhi dekh le .






Thanks








Read More

Friday, 5 May 2017

// // 7 comments

facebook par date of birth kaise change kare : After limit

Namskar Dosto


Hum sabke pass aaj facebook account hai or hum kafi dino se use use bhi kar rahe hai. or jaise ki hum jante hai hum ne jo date of birth facebook par di hai. vh facebook hamare dosto ko jab bhi vh date aati hai to uski notification hamare sare dosto ko bhej deta hai.
Usase hame kafi sari birth day wishes aati hai. o sab thik hai par ham jab apna facebook account banate vakt hamare se hamri galat date of birth chali gayi ho to fir vh wishes galat lagti hai.
To uske liye aaj ek dum aasan tarika batane jaa raha hu ki jisase aap apni date of birth facebook par change kar sakte hai agar apki limit khatm ho gayi hai to bhi aap date of birth change kar sakte hai.

Step 1 :

Sabse pahle aap facebook open kare or facebook login kare

 

Step 2 :

Uske baad aap yha click kare. Dusri window open hongi  
1. Yha year select kare
2. Yha month select kare
3. Yha date select kare
4. Yha aapko Reason dena hai .



Step 3 :

Ant main send par click kare. Aapne safalta purvak aapki Date of Birth Facebook par change kar li hai.

Thanks !

Read More

Monday, 17 April 2017

// // Leave a Comment

i lost my 10th and 12th marksheet and diploma

i lost my 10th and 12th marksheet and diploma



Dosto kaise ho.......
Dosto agar aapne kisi bhi vajah se aapna 10th ya 12th ki mark sheet ya diploma guma diya hai or jaise ki ham jante hai ki yh certificate aapko apne jiwan kitne kaam aa sakti or vh certificate  aapko mil nahi raha hai to yh post ko aap pura padho aap apni 10th ya 12th mi mark sheet ya diploma aaram se online hasil kar sakte hai.

On line certificate ke fayde :

Jo ki yh manytaprapt website se aapko mil jata hai. jo ki har tarah se validate hota hai. or har jagaha kaam aa sakti hai.

On line certificate ke liye kay chahiye :

1. Aapne kis varsh main 10th ya 12th kiya hai aapko pata hona chahiye.
2. Aapne yh exam winter main di hai ya summer main. Jaise ( October / March )
3. Exam seat no.
4. Aapko kitne marks mile jaise (Ex-360)

To dosto suru karte hai online Mark sheet / Diploma kaise le

Step 1 :

Sabse pahle www.boardmarksheet.maharashtra.gov.in is web site par jaye. aap yha click karke direct bhi is website par jaa sakte hai.

Step 2 :

Create New Account par click kare.
i lost my 10th and 12th marksheet and diploma

Step 3 :

Niche register diya form purn bhare or Register kare.

i lost my 10th and 12th marksheet and diploma

Step 4 :

Register form purn bharne ke baad I agree to the terms and condition per cheek lagake Register kare.
 
i lost my 10th and 12th marksheet and diploma

Step 5 :

Aapne jo email id di hai vhai email id yha de or apna password dekar sing in kare.

i lost my 10th and 12th marksheet and diploma

Step 6 :

Purn information yha de.
i lost my 10th and 12th marksheet and diploma

Step 7 :

Ab ant main online 10th ya 12th ki mark sheet ya diploma aapko PDF main parpt ho jayenga.

i lost my 10th and 12th marksheet and diploma

Thanks !

Read More

Friday, 14 April 2017

// // 1 comment

Internet Ke bina You Tube Par Videos Kaise Dekhte Hai

 Internet Ke bina You Tube Par Videos Kaise Dekhte Hai
Dosto aaj ke jamane main internet par har koi video dekhata hai or agar hame koi video pasand aa jaye to hum us video ko baar baar dekhate hai to useke liye youtube ne hame ek aisa option diya hai jiske jariye hum aasani se us video ko save kar sahte hai or fir hum jab chahe tub dekh sakte hai.

Offline video ke fayde :

1. jaise mano hame koi video pasand aa jaye to hum use save karke rakh sakte or fir hum jab chahe use dekh sakte hai.
2. offline video se hamara mobile data sirf ek baar kharch honga ek baar video save hone par hame apna internet data kharch nahi karna padenga.
3. Offline video hone ke karan yh sub video youtube par hi save honge hamare mobile ya laptop ki memory yh use nahi karenga.

Dosto bahut logo ne yh pasand kiya hai aap bhi ese jarur use kare.  kaise karna hai vh main aapko aasan tarike se batane jaa raha hu.

Step 1 .

Sabse pahle aapko youtube par login hona hai. or fir aapko jo bhi video pasand hai use youtube par search karna hai.
Yha aapko save ka option dikhai de raha honga us par click karna hai.

 Internet Ke bina You Tube Par Videos Kaise Dekhte Hai

Step 2.

Ab aapko youtube aapko puchenga ki video kis tarha chahiye aapko jis tarha chahiye vaha par check laga dijiye or fir ok kar dijiye.   
 Internet Ke bina You Tube Par Videos Kaise Dekhte Hai

Step 3.

Yha aapka video save ho raha hai.
 Internet Ke bina You Tube Par Videos Kaise Dekhte Hai

Step 4.

Video save hone par aapko jo aadmi jaise option dikhai de raha hai us par click karke save video dekh sakte hai.
 Internet Ke bina You Tube Par Videos Kaise Dekhte Hai

Step 5.

Akhir main aapko jo bhi video save kiye hai uski list dikhai dengi.

 Internet Ke bina You Tube Par Videos Kaise Dekhte Hai

Thanks !

Read More