Aaj hum sab Mobile or internet se jude huye hai. jaise hamare paas koi mobile hai computer hai usme hum apne kaoi bhi image, video ya data memory card me rakhate hai par kabhi kabhi kisi karan vash vh corrupted ho jati hai jisse hamara personal data bhi uske sath chala jata hai par aaj me aapko ek ayse software se milana chahata hu jise aap aapke mobile ya pc par download karke kisi bhi Corrupted memory ko thik karke aap apana Data vapas pa sakte hai.
Saturday, 23 April 2016
Tuesday, 19 April 2016
Live Cricket Score apne Blog ya Website par kaise dikhaye
Aaj to cricket ka khumar to har kisike sar chadhake bolta hai. par har koi kisi karna vash live cricket nahi dekh sakta lekin live cricket score janane ki utsukta har kisi ko hoti hai. Agar aap ke Blog ki Traffic baht jyada hai to yh aapke visitor ke liye ek trha ka tohfa hi sabit honga. Agar Blog ki Traffic kam hai to yh aapke Blog ki Traffic badhane me jarur madat karenga. Or esase Return Visitor ke aane ki sambhavana hamesha jarur bani rahengi.
Monday, 18 April 2016
Top 5 Best Selfie Apps Android
Aaj ka jamana selfie ka hai. aaj ka youth to eske piche diwana hai har koi chahta hai ki vh khubsurat dekhe or unki tasvir bahut achi aaye. To uske liye vh alag alag jagah jakar apni selfie le lete hai par kis karan vsh vh utni achi nahi aati hai. Agar aap handsome look, Beauty full dikhana chahate ho to yh apps jarur use kar sakte ho yh aapko Google play store me aasani se mil jayengi
Saturday, 16 April 2016
Car Drive karne valo ke liye 5 Apps jarur Download kare
Jo log Car Drive karna jante hai. Or Alag Alag jagaha ghumna chahate hai to un logo ko har jagah ke baare me pata nahi hota to aapko yha ise Mobile Apps se parichit karne ja raha hu ki use aap apne mobile par jarur Download kar le jisse ki aapko Drive karne me Jaise Road map aapko yha aasani se pata chal jayengi Or aapko yh apps Drive ke liye Help karengi.
Friday, 15 April 2016
Tuesday, 12 April 2016
Monday, 11 April 2016
Saturday, 9 April 2016
Facebook video kaise Download kare
facebook aaj bhi bahut logo ki pasand hai. par hame pata hai ki facebook video Download ka koi option nahi deta par dosto internet par esi site hai jo hame yh video Download kar ke de sakti hai. Es post me mai aapko bahut hi aasan tarika batane jaa raha hu jisse aap facebook ke koi bhi video aasanise Download kar sakte hai par yh sirf Computer ya Laptop par hi possible hai.
Step 1 :
Sabse pahle hame jo video download karni hai us video ka url pata karna hai.Usake liye aapko facebook par login hokar jo bhi video download karna hai us par Time par right click karna hai or save Link As .. copy karna hai.
Step 2 :
Fir Dosto eysi bahut website hai jo facebook ke video download karke deti hai.Link copy karke aap SaveForm.net yh website par jakar link pest kare or apne hisab se aapko jaise video chahiye vaise Download kar sakte hai.
ya fbdown.net
Thanks !
face book par post ya article kaise share kare
Dosto aajke jamane me facebook bahut popular social network site hai . jo bhi thoda bahut internet ke baare me janta hai vh insan ka facebook par account jarur honga. Agar hum jab bhi koi post likhate hai to hum chahate hai vh post jyada se jyada log padhe to facebook bahut achha option hai aapke post ko logo tak pahuchane le leye.
Esake liye aapa face book page hona jaruri hai. Agar aapke hai to thik hai nahi hai to use bana lijiye.
Friday, 8 April 2016
Thursday, 7 April 2016
twitter account kaise use karte hai
Twitter ky hai ?
Twitter yh ek Bird ka naam hai. Usi naamse yh social networking site banayi hai. Twitter ke baare me aasan shbdome bataye jane var yh ek baki social networking site ki tarha hai par yha shbdo ki limit sirf 140 character ki di gayi hai fir bhi yh bahut popular hai. uska karan yh bhi ho sakta hai ki isme jya space nahi hone karan sirf kaam ki baat hoti hai jaise Hum dekhate hai ki virat kohali Tweek kiya hai. to vha sirf 140 character me apni puri baat unhone bata di hai.
Wednesday, 6 April 2016
Twitter account kaise Deactivate / Delete kare
Twitter account apke paas hai or kisi karan vash aapko yh account deactivate karna hai. Account Deactivate karne ke kai karan ho sakte hai aapko jyada iske baare me pata nahi hai ya aapne kisi dost ke help leke apna twitter account bana liya hai ya aapko yh account pasand nahi hai koi bhi karan ho to Twitter Deactivate / Delete badhihi aasani se kar sakte hai.
Yha jub bhi hum Twitter account Deactivate karte hao hame 30 dino ka samay diya jata hamara data vapas lene ke liye. Agar 30 Days se jyada samay ho jane par yh aapka twitter account hamesha ke liye band kar deta hai.
Tuesday, 5 April 2016
Blog ke liye original ya unique content kaise chune
Jab bhi hum hamare blog ke liye koi post ya content likhate hai to hamare man me ek saval uthata hai ki jo bhi content Blog ke liye use kar rahe hai vh copy content to nahi hai. Agar eysa hota hai yane hum jo content de rakhe hai vh pahle se hi kisi website ya Blog me moujud ho to hamare Blog ke liye aaye problem ho sakti hai. usase kaise bachana hai or Blog ke liye original content kaise rakhana hai vha dekhenge.
Monday, 4 April 2016
Saturday, 2 April 2016
Blog ki Traffic badhane ke 6 tarike
Blog banana jitna aasan hai utna hi asan hai Blog par visit ya Traffic lana hai. or yh bahut jaruri hai ki aap apne blog ki traffic par hamesh dhyan de mai aaj apko 6 Blogger Top Communities par apne Blog ko promote kaise karte hai vh batane jaa raha hu . Jis tarha aap apne blog ko social networking site par promote karte hai bas yh usi tarha hai.
Blogger me Alexa Rank Widget kaise rakhe
Alexa ek web information company hai. Alexa page Rank, Google page Rank hamare Blog ke liye bahut hi jaruri hoti hai. Jub bhi koi Advertise company aapke blog me rakhane keliye koi bhi company aapke Blog ki Alexa Rank pata karte hai. Or agar aapke blog ki Alexa rank kam hai to aap Alexa Rank page aapke Bolg me rakhkar aapke Blog Alexa page Rank badha sakte hai. Is post hum aapko aasani se Alexa page apne blog me kaise rakhte vh batane jaa rahe hai.
Friday, 1 April 2016
i lost my Aadhaar card
Aadhaar card kya hai ?
Kendra sarakar ki or se har Bhartiy nagrik ko jari karnevala ek 12 number ka unique ID hoti hai. . Jo bhi kaam jisme pahchan ki jarurat hoti hai vha Aadhaar card ki jarurat hoti hai. Eski shuruvat 28 jan 2009 ho hui .Yh card sift ek hi baar banata hai. T o dosto agar aapne apna Aadhaar card lost kar liya hai to aap aasanise yha se Apna or kisikabhi Aadhaar card hasil kar sakte hai.
Folder lock kaie kare bina kisi software ke
Folder lock kya kare : Hamare ghar ya office me hamare pc ko use karne wale hum akele nahi hote. To us samay hamara koi privet data jo hame lagta hai ki koi or na dekhe to uske liye hum computer me sirf vhi folder lock kar sakate jo hame karna hai. jisase ki koi any hamara date aapke permeation ke bager nahi dekh sakte.